Also Read

1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye

Dosto aaj me bataunga ki ek mobile phone me 2 Whatsapp Account kaise use kare in hindi.

Monday 16 January 2017

Kisi App Ka Name Aur Icon Kaise Change Kare

🇭🇪🇱🇱🇴
🅵🆁🅸🅴🅽🅳🆂,

Aaj main Aap ke liye ek gajab ki trick laya hun.

Doston kya aap bhi kisi app ko modify karna
Chahte hain yadi han to dhyan se padhiye.

Main Aap Ko Ek Aaisi Trick Batane Wala Hun,Jisse Aap Kisi Bhi Apk Ka Name Aur Icon
Change Kar Sakte Hain..


Ye Bhi Padhe:::::





To Dosto Chaliye Start Karte Hain.

Meri ye sabhi steps follow kijiye.

Step1••••Sabse Pahle Aap Ek App Yahan Se Download Kar lo.
Download Kar Lene Ke Baad Open Kare,

Step2••• Ab agar aap apne phone me install app ko modify karna chate ho to 'Select Apk from app' par click kare.Aap Neeche Screenshot Dekh Sakte Hain.

Step3•••Click Karne Ke Baad Ab Jis Apk Ko Edit Karna Hai Use Chune (Example=Shareit)

Step3•••Ab App Par Click Karene Par Aaisa Aayega Ab Common Edit Par Click Kare.

Step4••• Common Edit Par Click Karte Hi Aaisa Page Khulega

Ab Aap Us App Ka Name Aur Icon Change Kar Sakte Hain.Neeche Screenshot Dekhiye
Ab Apka App Modify Ho Chuka Hai.Ise Install Karne Ke Liye Save Par Click Kijiye


Step5•••Ab Aaisa Page Aayega

Ab Direct Install Karne Ke Liye 'REMOVE' Par Click Kare Aur Pahle Wala App Uninstall Kar Den Aur Wapis Ye New App Install Par Click Karke Install Kar Len.

Ye Raha Aaj Ka App Modify Karne Ka Tareeka.

Apna Khud Ka App Create Karne Ke Liye Bahut Jald Ek Aartical Post Kaunga Tab Tak Ke Liye Padhte Rahiye Ravimkp.tk.
Love u all thanx.....................

No comments: