Also Read

1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye

Dosto aaj me bataunga ki ek mobile phone me 2 Whatsapp Account kaise use kare in hindi.

Tuesday 10 January 2017

Facebook Par I'D Kaise Banaye

Hy Friends,

Mera Naam Ravi Hai.

Ye blog maine internet information ke liye create kiya hai.
Aaj mera ye pahla post hai..
Agar Aap Facebook Par Naye Hain To Jaroor Padhe

 Aaj main aapko bataoga ki Facebook par account kaise banate hai.
Aaj ki date me agar kisi ki facebook par account nahi to iska matlab bo abhi bhi purane jamaane me ji raha hai.

Mera maanna hai ki kuch saalo me aesa hoga ki jiska account facebook par nahi hoga usko jivit hi nahi maana jayega
Facebook kya hai
Ye ek social network site hai.
Is par ham apna account bana kar apne Dosto se jude rha sakte hai.
 Facebook site duniya me sabse phele number par hai.
 Facebook 2004 me bani thi.
Or ek baat ye bilkul free hai. .
To chaliye jante hai ki is par account kaise banate hai.

Facebook Par Account Banane ke liye kya kare

1. Sabse phele Is par click kare




2. Jo registration form diya hai us ko bhare.

Apna naam•
Email id,Ya Mobile Number •
Date of birth (Janm tithi)•
Male / Female•
Ek password••
Sari detail bharne ke baad continue par click kare••

3. Agar aapne email I'd dali hai to apni email id khole us par Facebook se ek email aaya hoga aapki id ko verify karne ke liye.

Facebook se jo email aaye hai usko khole or conformation link par click kare to aap facebook par redirect hoge.
Aur Agar Mobile Number Daale Hain To Message Box Open Kare.
Ek Code Aaya Hoga Or Jab Facebook Me Code Maange To Yehi Daal Do..


Aapka Facebook account teyaar hai.
Kuch bhi dikkat aaye  to comment karo, me apki madad jarur karuga.

Ye to Simple tha  Kyon Sahi Kaha Na

No comments: