Also Read

1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye

Dosto aaj me bataunga ki ek mobile phone me 2 Whatsapp Account kaise use kare in hindi.

Tuesday 17 January 2017

Best Logo Kaise Banaye

Hello friend

Aaj ka topic hai logo kaise Banaye.

Hum blog ya naam ka logo banana chahte Hain.
Lekin achha logo nhi ban pata hai.
Aaj main ek website ke bare me bata raha hun joki logo banane me help karega....


Us website ka naam hai flamingtext.com

Sabse Pahle Aapflamingtext.com par jaye

Ab waha name ya logo daal kar get started par click Kare. Screenshot dekhe.
1•yaha logo ka name dale.
2•get started par click Kare.

Ab Jo Page Khulega Waha Aapko Aapka Logo Mil Jayega.
Use Download Karke Enjoy Kare.

Share This Post..

Unlimited Facebook I'd Banaye Without Mo.Number & E-mail

HΣLLΟ ғʀɪᴇɴᴅs.........

Aaj main ek aisi trick laya hun,jisse aap unlimited Facebook I'd bana sakte hain wo bhi bina kisi mobile number aur E-mail I'd ke.


••To Chaliye Start Karte Hain••
Free blog banane ke liye yaha click Kare

Step by step follow kijiye

Step1••sabse pahle aap Yaha click Kare
            Jab ye page khulega to kuchh Aaisa hoga neeche screenshot dekhiye

Step2•••ab waha jo ek email hai use copy kar                                le.

Step3•••ab agar aapko fb account bana hai to dusre tab me facebook.com open kare
Create new account par click Kare.
1👉isme pahla nam dale
2👉isme dusra nam surname dale
3👉isme copy kuya hua email daale
4👉male/female choose kare
5👉Date of birth set kare
6👉ek strong password set kare

   Finely Sign Up Par Click Kare
Ab Next Next Par Click Karte Jae

Kisi app ka name aur icon kaise change kare

Ab Pahle Wala Tab Open Kare.
Refresh Kare.
Ab waha ek Facebook ka message aaya hoga open kare..
Wahi par ek code rahega.
Last me jab verification code mange to yehi code daal de.
Ap agar fir koi id banana chahte hain to tempmail ke tab me aaye.pahle wale ko delete kar de aur dusra naya bana le.......

To kaisi rahi ye post jaroor bataye aur apne friends ke sath share kare.. .



Thanx For Reding.....

Monday 16 January 2017

Free Blog Kaise Banaye

Free website or blog kaise Banate hai ?
 Aaj mai aapko isi ke bare me batane ja raha hu website banana koi kadhin kam nahi hai magar jin dosto ko iski jaankari nahi hai unke liye website ya blog banana bahut mushkil kaam hai.
chalo aaj hum aapko website ya blog banana sikhate hai.
Aap abhi mujhe follow kar ke mere sath website bana sakte hai.

Website (Blog)  Kyo Banani chahiye?
Agar aap chahate ho ki sari duniya aapko pahchane to internet par aapki website hona bahut jaruri hai.

mai aapko yaha par kuch most bate bta raha hu jaise,

1. agar aap online business karna chahate ho

2. internet se online paisa kamana chahate ho.

3. aap apni jankari duniya ke sath share karna chahate ho.

To Ek Blog Jaroor Banaye

Website (Blog) Banane ke liye kya kya chahiye?

website banane ke liye aapko jyada kuch nahi chahiye aapko bas do chijo ki jarurat hai.

1. Gmail Account
2. Computer
agar aapke pas computer nahi hai to koi baat nahi aap mobile se bhi blog ya website bana sakte ho.

 bas aapka mobile internet support karta ho.
 Website Banane Ke Liye Kin Kin Cheezo Ki Jarurat Padti Hai


sabse pahle www.blogger.com
par jaye or  apni email id se log in kare.

agar aapke pas email id nahi hai to pahle apni email id bana le.

New Blog banane ke liye New Blog par click kare.

Ab ek naya page khulega isme aapko apne blog ka title, blog ka address (url) or uska template select karna hai.




1. yaha aapko apne blog ka naam likhna hai!

2. isme aapko apne blog ka url dalna hai. mal lo aapke blog ka naam suraj hai to aapke blog ka url hoga surajking.blogspot.com agar ye valid na ho to koi dusra naam rakh le. jaise suraj2016.blogspot.com, ravikingskn.blogspot.com

(Note:- hum wo address nahi likh sakte jo pahle se kisi ne le rakha ho. isliye blog address aysa hona chahiye jo pahle se kisi ka nahi ho. blog addrerss me aap 123 ya koi or shabd jod skate hai. agar aap fir bhi ye nahi kar pate ho to niche comment me apno problem likhe. aapki jald madad ki jayegi)

3. Apne blog ke liye koi ek template select kare. agar aapko inme se template pasand na aaye to aap apni man pasansd ki template apne blog par laga sakte ho.


4. Ab Create Blog par click kare.

•••••••••••Finley Done••••••••••••
Kaisi Hai Ye Post Comment Kare......

Apna Khud Ka App Kaise Banaye

🅷🅴🅻🅻🅾,,, 🅰🅻🅻.....Friends

Kisi App Ka Name Aur Icon Kaise Change Kare

🇭🇪🇱🇱🇴
🅵🆁🅸🅴🅽🅳🆂,

Aaj main Aap ke liye ek gajab ki trick laya hun.

Doston kya aap bhi kisi app ko modify karna
Chahte hain yadi han to dhyan se padhiye.

Main Aap Ko Ek Aaisi Trick Batane Wala Hun,Jisse Aap Kisi Bhi Apk Ka Name Aur Icon
Change Kar Sakte Hain..


Ye Bhi Padhe:::::





To Dosto Chaliye Start Karte Hain.

Meri ye sabhi steps follow kijiye.

Step1••••Sabse Pahle Aap Ek App Yahan Se Download Kar lo.
Download Kar Lene Ke Baad Open Kare,

Step2••• Ab agar aap apne phone me install app ko modify karna chate ho to 'Select Apk from app' par click kare.Aap Neeche Screenshot Dekh Sakte Hain.

Step3•••Click Karne Ke Baad Ab Jis Apk Ko Edit Karna Hai Use Chune (Example=Shareit)

Step3•••Ab App Par Click Karene Par Aaisa Aayega Ab Common Edit Par Click Kare.

Step4••• Common Edit Par Click Karte Hi Aaisa Page Khulega

Ab Aap Us App Ka Name Aur Icon Change Kar Sakte Hain.Neeche Screenshot Dekhiye
Ab Apka App Modify Ho Chuka Hai.Ise Install Karne Ke Liye Save Par Click Kijiye


Step5•••Ab Aaisa Page Aayega

Ab Direct Install Karne Ke Liye 'REMOVE' Par Click Kare Aur Pahle Wala App Uninstall Kar Den Aur Wapis Ye New App Install Par Click Karke Install Kar Len.

Ye Raha Aaj Ka App Modify Karne Ka Tareeka.

Apna Khud Ka App Create Karne Ke Liye Bahut Jald Ek Aartical Post Kaunga Tab Tak Ke Liye Padhte Rahiye Ravimkp.tk.
Love u all thanx.....................

Sunday 15 January 2017

Damage Memory Card(chip)Ko Repair Kaise Karen.....

Koi Mobile phone,computer ya koi bhi multimedia device ho usme sd card or pendrive ki jarurat toh padti hi hai.

Wednesday 11 January 2017

Ravi naam Ke Logo Ke Liye Editing Creation PNG Pics


Enjoy All Ravi Its Your Logo






Laotop,Desktop,IOS,Android Ke Liye Best4 Background Wallpaper

  Top Backgrounds



Tuesday 10 January 2017

1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye

Dosto aaj me bataunga ki ek mobile phone me 2 Whatsapp Account kaise use kare in hindi.

Facebook Par I'D Kaise Banaye

Hy Friends,